Twitter

Share It

Share It

Blog Archive

Friday 17 June 2011

AANE KA WADA TO KAR.....

Tanha si jindgi main tanha hai har rasta
dosto yaro se jaise chouta ho wasta
sabhi hai sath par na jane kis ki kami hai
itni khushi main bhi na jane kaisi ye gami hai
q atjhad main bhi savan ka intejar karta hou?
q har ghadi sirf tera hi intejar karta hou?
tu kaun hai ? kha hai? in sb se anjan hou
kya teri tarah main bhi tera arman hou
tu na aa magar aane ka wada to kar
is andheri si jindgi main thoda sa ujala to kar
teri aas main na jane kab se na soya
teri hi yad main na jane kiktni dafa roya
ab aane ki khshi se mera gam aadha kar
TU NA MAGAR AANE KA WADA TO KAR......

No comments:

Post a Comment